Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Khamoshi ki takat per Hazrat Ali ky ghery akwal ko "khamoshi Hazrat Ali urdu main iktbasaat" sy deryaft krein. Ye majmooya zindagi ki pacheedion ko navigate kerny main sochi samjhi khamoshi ki ahmiat per aik munfrid tanazir pesh kerta hai.

Urdu main jo Hazrat Ali ky ye dil ky kareeb tareen zuban hai, ye iktbasaat dil ki gehrahion sy gunjtein hain. Deryaft krein ky khamoshi kis trah khud ki akasi ka aik zaria, manfi ky khilaf aik dhaal, or hakeeki tafheem ka rasta ban sakti hai. Chahy ap rehnumai hasil krein ya ilham, "khamoshi Hazrat Urdu main iktbasaat" Suneny ka intikhab kerny walon ky lie hikmat ki doulat ka wada kerta hai.


Khamoshi Hazrat Ali Quotes


Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Humesha khamoshi akhtiyar kerny sy tery fikr main noor paida hoga.

ہمیشہ خاموشی اختیار کرنے سے تیرے فکر میں نور پیدا ہوگا۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Tamam umer khamoshi akhtiyar kerny sy tumhari halat ko arooj hasil hoga.


تمام عمر خاموشی اختیار کرنے سے تمہاری حالت کو عروج 
حاصل ہوگا۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Khamoshi aik azeem naimat hai khaas tor us wakt jab ikhtlafat ziada hon, Awazein buland hon ilm ki kami ho or daleel ki koi aukat na ho.


خاموشی ایک عظیم نعمت ہے خاص طور اس وقت جب اختلافات زیادہ ہوں، آوازیں بلند ہوں علم کی کمی ہو اور دلیل کی کوئی اوقات نہ ہو۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Jo shaks tumhari khamoshi sy tumhari takleef ka andaza na kersaky us ky samny zuban sy izhar kerna sirf lafzon ko zaya kerna hai.


جو شخص تمہاری خاموشی سے تمہاری تکلیف کا اندازہ نہ کر سکے اس کے سامنے زبان سے اظہار کرنا صرف لفظوں کو ضائع کرنا ہے۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Khamoshi ka name us shaks per sajta hai jo apny matlab ki Baat achi trah kehny per kadir ho or phr khamosh rahy.


خاموشی کا نام اس شخص پر سجتا ہے جو اپنے مطلب کی بات اچھی طرح کہنے پر قادر ہو اور پھر خاموش رہے۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Khamoshi akalmand ka zewer hai or ahmak ka bharam hai.

خاموشی عقلمند کا زیور ہے اور احمق کا بھرم ہے۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Apny khilaf batein khamoshi sy suno or jawab deny ka hak wakt ko dy do

اپنے خلاف باتیں خاموشی سے سنو اور جواب دینے کا حق وقت کو دے دو۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Khamoshi aik Behtreen ibadat hai khas ker tab jab ap jahilon main ghrey hon.


خاموشی ایک بہترین عادت ہے خاص کر تب جب آپ جاہلوں میں گھرے ہوں۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Khamosh insaan ghery pani ki trah ghery hoty hain.

خاموش انسان گہرے پانی کی طرح گہرے ہوتے ہیں۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Jab Dard had sy ziada berh jaye to insaan rota nhi khamosh ho jata hai.

جب درد حد سے زیادہ بڑھ جائے تو انسان روتا نہیں خاموش ہو جاتا ہے۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Ager log apni zindagi sy geebat, tuhmat or buhtaan nikal dein to baki sirf khamoshi reh jati hai Jo aik Behtreen ibadat hai.

اگر لوگ اپنی زندگی سے غیبت، تہمت اور بہتان نکال دیں تو باقی صرف خاموشی رہ جاتی ہے جو ایک بہترین عبادت ہے۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Janty ho aziat kia hai kehny ko bohut Kuch hona mager khamosh rehna.

جانتے ہو اذیت کیا ہے کہنے کو بہت کچھ ہونا مگر خاموش رہنا۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Humesha us wakt bolein Jab apko ye ahsaas ho ky Ap ky alfaaz Jo kehny jarahy hain wo khamoshi sy ziada khoobsurat hain.


ہمیشہ اس وقت بولیں جب آپ کو یہ احساس ہو کہ آپ کے الفاظ جو کہنے جارہے ہیں وہ خاموشی سے زیادہ خوبصورت ہیں۔

Khamoshi Hazrat Ali Quotes in Urdu

Do cheezain insaan ki kamzori zahir kerti hain jahan bolna ho wahan khamosh rehna or jahan khamosh rehna ho wahan bolna.

دو چیزیں انسان کی کمزوری ظاہر کرتی ہیں جہاں بولنا ہو وہاں خاموش رہنا اور جہاں خاموش رہنا ہو وہاں بولنا۔

Post a Comment

0 Comments